The Mirror
kabhi dil ke jhrokhe se jhaka toh ek sheesha nazar aaya... kuch saaf sa tha toh kuch tha ranga hua... kuch the seedha sapat toh kahin se khurdura teekha sa.. phir ek ajeeb se ehsaas mujhe uske kareeeb laya dil ke jhokhe se mujhe ek sheesha nazaar aya.... kahin thae mere bachpan ke woh nishaan woh pathreeli zameen aur woh biyabaan reagistaaan udthi thi jsimien dhool ban kar andhi toofaan bachpan guzara tha meine ismien lekin aalishaan bachpan ke din bhi kya din thae..jab kahin hoti thi loooa chippi. toh kahin tha ludo ka samaan..aur kahin tha woh cricket ka kahli maidaan chalte chalte eshsaas kuch yun bhi hua.. thodae bade huye toh..ek ehsaas naya sa jaaga nayi kooppal thi fooothi..aur kahin ek naya sama tha jaaga bhaagte rahe un rasston par hum ban kar aandhi toofan thoda sa bachpan baaki tha shayad woh bhi saamet legaya jawani ka ek shaitaan...ab jo rang aya tha woh tha thoda kaala sa rang jis se sab darte thae..ki kahin na kar de humara yeh imaan kharab lekin jee...